RAJ INFOTECH SYSTEM @ NETWORK

RAJ INFOTECH SYSTEM @ NETWORK
हरे राम हरे राम राम राम हरे हरे। हरे कृष्ण हरे कृष्ण कृष्ण कृष्ण हरे हरे॥ हे नाथ मैँ आपको भूलूँ नही...!! हे नाथ ! आप मेरे हृदय मेँ ऐसी आग लगा देँ कि आपकी प्रीति के बिना मै जी न सकूँ.

Thursday, March 18, 2010

Love for My Love

 ‘Hindi Ghazal’ 
Reshmi zulfon ki hawa
Ek baar hi jee bhar k saza Q nahi detay?
Gar harf-e-ghalat hoon to mita Q nahi detay?
Saya hoon to phir sath na rakhnay ka sabab kya?
Pathar hoon to rstay say hata Q nahi detay?
Raah-zan ho to phir shoq se looto meri dunya,
Rehbar ho to phir ghar ka pata Q nahi detay?
Ab shiddat-e-armaan say mera dam............



Magar jab Subah hoti hai


Tumhara Naam likh likh ker,
Mitana bhool jata hoon…
Tumhein jab Yaad karta hoon,
Bhulana bhool jata hoon…
Boht si aisi Baatein hain jo Mere Dil mai rehti hain
Magar jab Tum se milta hoon,
Sunana bhool jata hoon…
Tumhare baad ab her Pal bari Mushkil se Kat-ta hai
Ehsaas e Mohabbat Na hoga khatam
Hum Chup Hain Unka Ye Ishaar Thehra
Nazron Kaho Ye Unka Iqraar Thehra
You.n To Kuch Bhi Nahi Kehte Hain
Unse Piyaar Magar Beshumar Thehra
Uske Hi Dam se Hai  Saji Mehfil
Uske Hi Dil Pe Ikhteyaar Thehra
Socha Karde Izhaar e Mohabbat Unse
Par Dil Mera Tera Raazdaar Thehra..........................

Zameen ka nahi asmaan ka nahi

Har kadam chal raha aik aawaz per,
Har ghadi baj raha wakt ke saaj per,
Aaj paisa hi uska sitam ban gaya hai !Aadmi..!
Koti gharshan ki vedi pe chadhta hua,
Har samay apni sthiti badalta hua,
Dharti ke sir pe vazan ban gaya hai !Aadmi..!
Chal raha raat-din per kahin ka nahin,
ZameeN ka nahin aasmaN ka nahin,
Vo to bas wakt...............................

Dil se jo awaz nikli

Dil se jo awaz nikli
zindagi ko badal gayi
kuch kho si gayi thi
woh gumnam zindagi mein
na maloom tha ki koi hawa bhi jhoke ki tarha
siskati hui kahi chali jayegi
duniya mein usay mehfil mein usey
chod ke youn hawa apna rukh mod legi
dil toh adtan dharkata hai
uss hawa ke jhoke ki tarha jo
hawa leta hai lekin sirf tute.............

Kya batayein humne kitni tanhaiyan dekhi

Aapki Raah, kabhi aapki nishaniyaan dekhi,
Kya batayein humne kitni tanhaiyan dekhi!
Suna hai, bas gaya hai woh, kisi aur ka ghar basa ke,
Humne ab tak umr mein,sirf, chaar deewarein hi dekhi!
Har intzaar toh ab, khauf-e-kazaa lagta hai,
Jeeye is tarah, mano, zindagi hi nahin dekhi!
Unpe ik nazar se, har roz din nikalta hai,
Unki aankhon mein, apni sehar.......................
Tumhare Seene Se Lag Kar

So Jaun kuch Pal Tumare Seene Se Lag kar
Aaj Najane Yea Dil Kyun Gabra raha hai
Kar Raha hai Yea Chand Sitaaro se baatein
Aur Dhadkano ko Najane Kyun Bada raha hai
SHayad Sama Jana chahta hai Teri Bahoon mea
Har Khushi aur GUm ko Bhula dena chahta hai
Duniyaa Ki Nazro se Chupte Chupate aaj yea
Dil Sirf Tere Dil..................
I wish you were still here

I’m so sad and depressed
Is all I want to do is rest
I go to sleep at night
But my dreams I just can’t fight
I think of you lying in that bed
And wonder if there is anything I could have said
I wish you were still here
But I know that you are still near
If you’re new here, you..........................


You are the only one I love

You have this power over me,
This indescribable, undeniable, unmistakable power.
You consume my mind.
You invade my thoughts.
You are the ruler of my dream world.
You bring a smile to my face,
A sparkle to my eyes,
And a tear to my cheek.
Your voice is like a sweet song,
I am hearing for the first time.
You take my breath away,
With the.................................
Tumse bas yehi hai kehna

Aye Jaan,
Bin Tumhare Ab Nahi Rehna,
Mujhe Tumse Mohabat Hai,
Hai Tumse Bas Yehi Kehna,
Mujhe Tumse Mohabbat Hai,
Zubaan To Keh Nahi Sakti,
Tumhein Ehsaas To Hoga Hi,
Bas Meri Aankhon Ko Padh Lena,
Mujhe Tumse Mohabbat Hai,
Tumhare Naam Kardi Hai,
Humne Ye Zindagi Saari,
Your love is my companion

No one could ever understand,
Just what a special love we share,
And what we really mean to one another.
The love we feel, each for the other…
Your love is my companion,
When the days are long and cold,
Your love will keep me going,
Even when I grow old…
When I think of love,
I think of you my little dove.
I smile.............................

True love is a sacred flame

True love is a sacred flame
That burns eternally,
And none can dim its special glow
Or change its destiny.
True love speaks in tender tones
And hears with gentle ear,
True love gives with open heart
And true love conquers fear.
True love makes no harsh demands
It neither rules nor binds,

Jab Humne Unka Naam Liya

Dil se dil ki baat huee jab humne unka naam liya,
Aankhon se barsaat huee jab humne unka naam liya,
Barish ke is mausam me bethen hain hum sukhe-sukhe,
Ek khalish si uthti hai jab humne unka naam liya,
Yun to basey hue hain wo hi is dil ki har dhadkan mein,
Par dil mein dard ki lehar uthi jab......................


Sher Hi Aap ke Liya

    *  Ek Sher sunata hu bade dhyan se suno
      Ek Sher sunata hu bade dhyan se suno
      Mujhe Sher nahi aata kisi aur se suno

    * Yeh mere aasu jinhe koi pochne wala bhi nahi,
      Koi aanchal enhe milta to sitare hote.

    * Jise dil diya woh dilhi chali gayi..
      Jise pyar kiya woh italy chali gayi...
      Dil ne kaha khud kushi(suicide) kar le zalim...
      Bijali ko haath lagaya to bijali chali gayi...

    * Duniya Se Jo Dare, Usse Kayar Kehte Hain,
      Duniya Jisse Dare, Usse Shayar Kehte Hain,
      Biwi Se Jo Dare, Usse Shohar Kehte Hain.

    * Aur bhi bahut si cheeze lut chu-ki hai dil ke saath
      Ye bataya dosto ne ishq farmane ke baad
      Is liye kamray ki ek ek cheez "ckeck" karta hoon main
      "Ek tere aane se pehle, ek tere jaa-ne ke baad"

    * Hamne mana aapme hogi sabra ki takat hamse jyada,
      Dekh lo lekin utri hogi aapki surat hamse jyada.

    * Mushkil ka meri unko mukshil se yeki aaya,
      Samjhe meri mushkil ko magar badi mushkil se.

    * Andaz apne dekhte hai aaine me woh,
      Aur yebhi dekhte hai ke koi dekhta n ho.

    * Dil na umid to nahi, nakam hi to hai,
      Lambi hai gam ki shyam magar, shyam hi to hai.

    * Bahut roai hai us aasu ke khatir,
      Jo nikalta hai khushi ki intaha per.

    * Zakhm kuch aaise huai phulo per soya n gaya,
      Jisma jalkar khak aakho se raya n gaya.

    * Aab es hadd pe laya hai intazaar muzhe,
      Woh aa bhi jaye to aaye na yaki muzhe.

    * Ek diya jo sare rah jalane nikle,
      Aandhya bankar kai log buzane nikle.

    * Kamse kam maut se aisi mujhe ummid nahi,
      Jindgi tune to diya dhoke pe dhoka
    *  Itni raat gaye Kyon apni qabra khod raha hai Galib
      Itni raat gaye kyon apni qabara khod raha hai Galib
      La, phawda mujhe de de !!

    * Humne bhi pyar kiya tha jindgi main, badi josh ke sath!
      Humne bhi pyar kiya tha jindgi main, badi shor ke sath!
      Aab hum pyar karenge badi soch ke sath !
      Kyon ki usey kal shamko dekha kisi aur ke sath !

    * Gam woh cheez hai
      Gam woh cheez hai
      Gam woh cheez hai
      Jisse kagaz chipkaye jaate hain.

    * Dharti se aasmaa tak, aasmaa se dharti tak
      Dharti se aasmaa tak, aasmaa se dharti tak
      Dharti se aasmaa tak, aasmaa se dharti tak
      Dharti se aasmaa tak, aasmaa se dharti tak
      Hawa hi hawa hai.

    * Na jane ashk se aakho me kyo hai aaye hue,
      Gujar gaya hai jamana tuzhe bhula ye huye.

    * Jo hamse tum n mile to kuch hum mar na gaye,
      Kahne ko bat rehe gayi aur din gujar gaye.

    * Dil woh nagar nahi ki phir aabad ho sake,
      Pachtawoge suno ye basti ujad ke.

    * Janaje ko woh mere rukwa ke bole,
      ye launtenge kab tak, kaha ja rahe ho.

    * Koi aahat koi aawaz koi chah nahi,
      Dil ki galiya badi sunsan hai aaye koi.

    * Khushi se aag laga o es muhalle me,
      Mera makan hi nahi tumhara ghar bhi hai.

    * Pahle to khushi me bhi nikal aate the aasu,
      Aab ranj bhi hota hai to rona nahi aata.

    * Kata samaz kar hamse n daman bacha e ye,
      Gujri hui bahar ki ek yadgar hu.

    * Bechaini ya samet ke sare zaha ki,
      Jab kuch n ban saka to mera dil bana diya.


Do hi lafzon ka hai ye afsana
Jo sunker khamosh ho gaya.
Ibtada ye hai ki tujhko paaya tha,
Inteha ye hai ki khud ko kho baitha.
My Links:
http://khudaniya.hyves.nl                       

Life is Long With Love & Friends
 

No comments:

Post a Comment